Question |
as salam o alykum sir,mein aik masly meiy phans gya tha aur wo banda mujy Quran pak authany ka bol raha tha ky mein Quran pak pa hath rako aur kasam autho ky mein aynda yi kam ni karo ga mein ny Quran pak pa hath rakh ky jysa aus ny kaha mien ny wo mana magar mein majbor tha aur koi hal ni tha ausy manany ka,aus ny yi bi kaha ky agar mien dobara wo kam karo tu mari family halak ho jay,aur ab mujy lagta hy ky mein aus bat pa pora ni autar sako ga,hath raka zaror tha magar kasam ni authai thi,mein kysy is ka kafra ada kar skta hun. |