Answer |
Note:is website par fiqah-e-jafria k mutabiq jawabat deye jatay hai.
1-Mangaitr say jab tak nikah nah hojaey wo apka na-mehram rehta hay aur usko apni naked picture dikhana jaiz nahi hai.(ref:book nigaah aur libaas,masla#20,pg#31)
2-Jhoot kehna or dhoka daina azeem gunah hain. ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),minhajus saliheen,part#1, maslah #30) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
|