Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name yes 
Question kya sunni aur shiya ke darmyan nikah jaiez hai nikah ho skta hai tafseel se bayan ki jye 
Answer Momin (12 Imami shia) mard ka naasbi aurat k alawa doori musalman (maslan sunni) aurton se nikah kerna jaiz hay, isi terah momina (12 Imami shia) aurat ka naasbi merd k alawa dooray musalman(maslan sunni) merdo se karahiyat k saath nikah jaiz hay. Lekin agar momin merd ya aurat ko gumrahi ka khoof ho tu haram hay.(Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah # 215, Eidition 1417 hij). Update on dated 19-02–2016. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.