Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question aik rozay ka hadiya kitna hota hai kiun kay meray miyaan bemari ki waja say rozay nai rakh saktay muje es kay bartay main kuch bata dien 
Answer Agar koi shakhs beemari ki wajah se ramzan k rozay na rakhay aur is ki beemari ainda ramzan tak lambi ho jay to jo rozay os ne na rakhay hoon in ki qaza is per wajib nahi he. Aur zurari he k har din k lie aik mud(takreeban 750 gram ) twam yani gundum ya joe ya roti wagira faqeer ko de. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1674) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.