Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question asslam o alaikum mera question sir ap se yeh hai k auraT ka janabat k ghusl k liye sar ki chthiyah kholanna b jaiz hai kaya sar par pani porra bahey bagar wazou ho sakta hai ya pir 2\3 qatery baha leyna kaffi hai aur kaya humbisstri k bagair foraan nahanna chahiye JIZZAKA ALLAH KHAIR 
Answer 1-Ghusl k doran lambay balo ko dhona zarori nahi hay laikin pani ko puray sir ki jild tak pohnchana zarori hai, Laihaza agar pani ko jild(skin) tak is tarah pohnchaey k lambay baal gilay nah hoon tu ghusl sahi hay laikin agar balo ko dhoeay bagair jild(skin) tak pani pohnchana mumkin nah ho tu zarori hay k in balo ko bhi dhoen ta keh pani jild tak pohnch jaey.(Ref:Ayatullah Sitsani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah #378) 2-Ghusl e janabat sirif 2 cheezo sai wajib hota hai 1:Jima sai 2: Mani k kharij honay sai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 344)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.