Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah Seestani 
Question ASA, janab agar roze ke waqt ahtelam ho jaaye to kya karna chahiye. 2) agar hum paak h or hm najis kapde pehen le to kya hme naha kar dobara paak saaf hona padega? 
Answer 1)Agar rozay ki halat me ehtilam ho jaye tu roza batil nahi hota hai. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1571) 2)Najis kapray pehannay k baad agar najast aap k jism tk muntakil ho jae to badan najis ho ga aur jo hissa najis hua ho faqat os hissay ko hi paak krna ho ga. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 119) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.