Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Agha Seestani 
Question Mera sawal ye hai k agar meri khums ki date par jo bachat ko saal ho jae us par to khums wajib hai magar lekin agar due date se chand month pehle agar kuch raqm jama hui ho jisey ek saal ka arsa nahi hua to kia is izafi raqm par bhi khums lagey ga? 
Answer Jee han in paiso par khums lagay ga chahy ye paisay aap ko khums ki date sai aik din pehlay bhi milay ho to bhi khums lagay ga. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 3, sawaal # 93,pg # 48)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.