Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name required 
Question salam,mera sawal yeh ki ki mere walid ka inteqal ho gaya hai mai unka bada beta hu mai unki qaza namaz pahdna chata hu ,to namaz ki niyat kya hogi aur kya ye namaz baidh kar bhi phad sakte hai 
Answer 1-Niyat ka zaban se kehna ya dil se guzaarna k maslan “walid ki zuhar ki 4 rakat qaza namaz perhta hoon, qurbatan ilallaah” zarori nahi hay. ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #930) 2-Jab tak insaan qaza namaz ko kisi uzr(reason) ki wajah se mukammal tariqay se nah per sakta ho (maslan kharhay ho ker nah per sakta ho) tu agar baad main is uzr k door ho janay ka ilm ho tu ehtiyaat e lazim ye hay k qaza namaz ko perhnay main takheer karay takeh mukammal tariqay se namaz perh sakay. ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),minhajus saliheen,part#1, maslah #733) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.