Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sistani 
Question Mujhay aik sawal ka jawab dain mehrbani ho gi mera sawal ye hai k Masjid mai dakhil honay k baad koi khas namaz prhni hoti hai ya nahi? 
Answer Jab koi shakhs masjid mai dakhil ho to mustahab hai k 2 rakat namaz ehtiram e masjid ( ﺍﺤﺘﺭﺍﻢﻤﺴﺠﺪ )ki niyat sai namaz parhay (namaz e fajr ki terah) aur agar wajib namaz ya koi aur mustahab namaz prhay tb bhi kafi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 900)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.