Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sistani 
Question Gilhari ki khal pehn kr namaz parhnay ka kia hokum hai? 
Answer Gilhari (squirrel) ki postan pehn kr namaz parhny mai koi haraj nahi hai laikin ehtiyat e mustahab ye hai k is k sath namaz na parhi jae. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 817)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.