Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question namaz jammath in detail me mujhe bhejiyeh ladies kA tariqa plz 5 times ki please  
Answer Agr autain namaz ko jamaat k saath parhain tu imam e jamat mard ya aurat hosakta hay.Agar imam e jamaat or muqtadi dono auratain hoon tu ehtiyaat e wajib ki bina par zarori hay k sab aik dusray k braber kharhi hoon.Laikin agar imam e jamaat merd ho tu zarori hay k aurtain kam az kam itna peechay kharhi hoon k on k sajdah kerne ki jagah imam se os k sajday ki halat main 2 zano k faaslay per hoon. (Ref:Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah #1434,1461,1462)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.