Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Zina aur haraam me kitna farq hai? kya haraam b Gunaahe kabeera me aata hai? 
Answer 1-Har wo amal jiska terk kerna shariyat ki nigho main zarori ho, os ko haram kehtay hain. ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, pg #488) 2-Zina se muraad ye hoti hay k “ Baghair nikah k aurat ki sharam gaah(vagina or anus) main aala e tanasul(penis) ko dakhil kerna.Zina kerna gunah e kabeera hay.(Ref: http://sistani.org/index.php?p=297396&id=503+ ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),minhajus saliheen,part#, maslah #30) 3-Har haram amal ko anjaam daina gunah hay laikin har haram kaam gunah e kabeera nahi hay.gunah kabeera ka zikr minhaajus saliheen, part#1, maslah#30 main zirk hoa hay.(( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),minhajus saliheen,part#, maslah #30) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.