Answer |
Jhoot gunah e kabeera hai laikin toba karein Parwar digar ne quran me wadah kia he k wo toba karney walon ki toba ko qabool karta he aur aisa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey. Aur ghuna se bachney k lie mazboot irada chahiea. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 1, masla # 29)(Ref : sistani.org ques # 1 , toba) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |