Answer |
1)Imam a.s. farmatay hein k jis ka nutfa kam ho ya kamzoor ho os ko chahae k sab se pehlay khuda ki bargah me istegfar karay aur is k bad anday(egg) aur piaz kasrat se khaien. (Ref : kitab tib e islam pg # 54)
2)Homoeopathic store par ja kar damiana pentarkan drops purchase karain (Made in Germany Dr. willmar schwabe karlsruhe) subah, dopeher, raat 10 qatray aik ghoont pani main daal ker istemaal karain insha allah jald hi tamaam jinsi bimariyan khatam ho jay gi. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) Note : Agar mard jaldi munzil(jaldi mani kharij ho jati ho) ho jata ho to jab mard ko lazat mehsoos ho to wo apnay khayalaat ko bantain yani apnay zehan mai kuch aur sochnay lagay aur agar mani apni jigha sai harkat kar chuki ho to sans rokay ta k mani ruk jae aur inzal na ho. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
|