Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question ma ny abi tk taqleed nhi ki , koi perfect mujtahud btae aurap k ilm k mutabik tashad ma ALI UN WALI ULLAH parhna jaiz hy?jaldi ans bhejy 
Answer 1) Mujtahid e aalam k lie aisay ahl e ilm hazrat ki taraf rajoe karain jin ki deen dari aur aisay masloo me in ki marefat k mutalik ahl e ilm per bharosaa aur eitemad ho. (ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 2, ques # 2, pg # 21) 2) Ethiyaat e wajib ki bina par namaz main shahadat e salisa parhna jaiz nahi hay. (ref:ayatollah sistani(d.b), www.sistani.org (topic:tashhud). Namaz main quran ,dua or zikr e ilahi k izafay ki ijazat hay.( ref:ayatollah sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah#1016,1036,1122). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.