Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name agha sistani 
Question SLAM. mera sawal yeh hy ky hum shia jo 2 nimazen mila kar parhtey kia iska zikar quran mujeed mein majood hy aur agar hy tu reference dy kar btaen aur kia agha sistani ky nazdeek 5 nimazen alag alag bhi kar ky parh sakty hain? men sunni sy convert hua hon shia pe islaiy mery ghar walay iteraz karty han mujh pe 2 nimazen mila kar parhney pe tu mery liay kia hukam hy? 
Answer Ayatullah Sistani d.b. k nazdeek zohar Asr aur maghrib isha ki namaz alag alag kar k parhna mustahab hai. (Ref : website sistani d.b. http://sistani.org/index.php?p=815209&id=1774) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.