Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name khumani rehmt tuallhaaleh 
Question salam sir me saudi arab me ho.n apko pta he yah.n sad ahle hadis he.n me jume ki namaz kese ada karo. hamari masjid bohat dor he tashi ki iska koi hall btayn plzzzzz 
Answer Namaz e juma is zamanay mai wajib e tekhiri hai yani insan ko ikhtiar hai k chahay namaz e juma parhay chahay namaz e zohar. Namaz e juma parhna afzal hai jab k zohar ehtiyat k mutabiq hai. is sai ziada ehtiyat ye hai k namaz e juma aur namaz e zohar donoo parhay. (Ref :Tehreerul wasila jilad 1 pg # 417)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.