Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question assalam alaikum! kisine ramzan k mahine mey quraan utha ke kassam khai thi or khilaithi ke hum dono kabhi alag nahi honge or shaadi ka wada bhi kiatha,par achanak se badal gaya or kisi orse shaadi bhi karli or muje tarapta hua chhordia to uski kya saza hogi?ya usko ye sab karne ke baad bhi maffi miljaegi? 
Answer Jins e mukhalif sai is had tak dosti karna k mohabbat ki had tak pounch jay, ye jaiz nahi hai q k ghunnah mai mubtila honay ka khof mojoud hay. (Ref : Nigah aur libas sawal # 106 pg # 69)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.