Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question ma aik lerki ko pasand kerta houn 11 sal sai phir hamra nikah bhi ho gya lakin khnadani halat asay hoay ka mujhai talaq deni peri talaq dena ka bad mai buhat upset houn lakin ma talaq denai ka liay buhat majbor tha mai yeh chahta houn ka vo halala kur ka wapis ajay meri niat saf hai ma us sai dobara nikah kerna chahta houn dunia ma koi asa kam nai hai jo na ho sakai lakin jiss mazhub sa hum taluq rekhtai hain vo dean burhaq tou is cheaz k liay pehlai nikah ekrna perta ha yeh ha tou buhat muskil lakin ager insan sachai dil sa dua mangai tou her kam ho jata ha app mujhai is k liay koi wazaif bata dain  
Answer ye talaq sahi nahi he q k zarori he k talaq ka sighah sahi Arabi main lafz “ taaliq” k saath perha jaay aur 2 aadil mard usay sun lain.Agar koe shaks apni b.v say chahay haiz ki halat main ho ya paak ho hambistari karay or phir osay talaq daina chahay tu zarori hay k sabr karay hatta k dobara haiz ajaay or phir wo paak hojaay .(ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 2468,2472). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.