Answer |
Toba karen Parwar digar ne quran me wadah kiya he k wo toba karne walon ki toba ko qabool karta he aur aysa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey. Aur gunah se bachne k liye mazboot irada chahiye.(Ref : sistani.org ques # 1 , toba) Update on dated 31-07-2015..(Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |