Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question Namaz-e-Juma to Namaz-e-Juma ki niyat se pardhte hai laikin baqi jo sunnatay hai us ki niyat bhi juma ki hi hogi ya phir zohar ki niyat se pardhe 
Answer Jume k din zohar aur asar ki sola(16) rakat nafal per 4 rakat ka izafa ho jata he. Behter he k puri puri 20 rakatain zawaal se pehle parhi jein siwa’ay 2 rakat k jin ka zawaal k waqt parha jana bahter he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 752). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.