Question |
Assalmualaikum,
mera sawal hai kai mainay fajar ki namaz majid main parh raha tha tu imam sahab nai ruko sai uth tay hi buland awaaz main qirat kai sath ek Dua parhi then woh Sajday main chalai gay. is tarhan ki namaz mainay first time parhi hai, yea konsi dua thi aur konsai firqay main aisay parhtay hain.
Assalamualaiku. |