Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question ASALAM-O-ALAIKUM MERA SWAL YEH HA K MY KFI ARSY SY MUSHTZANI KR RHA HO MY IS CHORANA B CHATA HUN PAR MJ SY YEH KAM NHE CHOUT RHA MJY KOE ESA TREKA BTIEN JS SY MY IS SY DOR REH SKON OR YEH B K IS KA KAFFARA KYA HA MY IS SY KAFI KAMZOR B HO GYA HUN MERI MY KOE VEDIO DKTHA HUN TOH MERI FELLING EK DAM SY HIGH HO GTI HAN PLZ MJY IS SY BACHNY KA KOE TRAKA BTIEN 
Answer 1)Istimna(Musht zani) kisi bhi zarie say ho haram hay. (Ref : jaded fiqhi masail masla no 462 pg # 253) 2)Taqwa e ilahi k zarye se is adat se nijaat hasil ki jay.or jin cheezo or maqamaat se jazbaat main tehreek(harkat) paida hoti hay un se door raha jay.or Allah e subhaan ka kasrat se zikr kia jay or shadi kerne main jaldi ki jay.or ye adat se bachne k liay ye sakht koshish ki jay or roza rakha jay q k roza burai say bachnay k liay dhal hay. (Ref: http://www.sistani.org/index.php?p=297396&id=262 ). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.