Answer |
Wssalam o alykum, Wusat e rizq or cigratte ko chorne ke liye,40 din tak har rooz Namaaz e Subha ke baad Sura e Maaeda (sura # 5) ki ayat no 114 ko 50 martaba halat e wazo main kisi se baat kiye bageer pharye, 1st din 2 rakat namaaz e hajaat pharne ke baad 100 martaba salawaat pharye, phir 39 dino main namaaz e hajat nahi pharni lekin 10 martaba salawaat phar kar apni hajat (rizq, promotion or cigratte ko chorna) ko pura karne ki dua maangain. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |