Answer |
Ager zameen ka asli malik un musalmanoo ke darwaza lagane se razi hai to un k liay derwaza lagana jaiz hai. (Ref : aqa sistani,Jadeed faqhi masail , masala # 215 , pg # 145 , eidition # 5) Update on dated 13-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |