Answer |
Rasool(saww) ny famaya:ay Ali a.s surae yaseen ki tilawat kia kro,is mai 10 brkatain hain(in mai sy aik ye hai k)gair shadi shuda,shadi shuda hojaega.(ref:dunya-o-akhirat ki 100 pareshanio ka hal,pg#18). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |