Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name muslim 
Question assalaamu alaikum! sir muje ye kehtey hue shy feel horaha hay par mey chupp b ni rehsakti hun aapko apni pareshaani batana chahti hun k mey ek 23saal ladki hun aur meri prblm ye hay k mey 8yrs se mustzani karti aai hun par muje kuch b ni malum tha k ye gunaah hay aur ye gunaah maine anjaney mey kia hay par aaj bahot afsos hota hay k maine aisa kyun kia ! sir aapse meri req ye hay k ab meri shaadi hone wali hay searching chalri shadi k liye toh mey ye janna chahati hun k allah na karey par shaadi baad muje kkoi nuksaan toh ni hoga na iska halll plzz muje bataiye mey apni pareshaani aapke saamne zahir ki hun meri madad kijiye... aur ab alhumdulillah apni nafs ko rok k rakha hay maine par ......ab mey mustzni ni karti hun 2mnths se plzzzzzz its humble req k muje kkoi nuksaan toh ni hoga na iska halll bataye muje wazaif dey agar kuch hay toh aur meri shaadi k liye b wazaif dijiye naik insaan mera humsafar baney khabi job wala insaan aur please mere liye dua ki guzaarish hay aapse sir allah hafiz .....jawaab ka intezaar hay muje  
Answer Note : Is website mai fiqh e jafaria k mutabiq jawabat diay jatay hain. 1)Istemna krna (hand practice) haram hai chahaey kisi bhi zarie sai ho. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 462, pg # 253) 2) Sub se pehlay shermindagi ka ehsaas karain or Allah se maghfirat talab karain or khud se ehed or wada karain k is gunah ko dobara anjaam nahi dain gay, or hameshah yaad rakhain k Allah aap ko daikh raha hay, or is gunah ko anjaam day ker aap shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na-farmani ker rahay hain.aap koshish karain k khuch mufeed kamo main khud ko masroof ker lain jaisay sport, perha,e waghaira, or har os cheez se bachain jo aap ki jinsi khahish ko ubharay ya baydaar karain. Agar aap khud par qabo nah paa saktay hoon tab aap k liay zarori hay k shadi karain. (E-mail rcvd from A.Sistani(d.b), dated: Sep 27, 2010). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). Note: Aap is gunah se sakhti se perhaiz karain or sachay dil se tauba o istighfaar karain, insha Allah is gunah ki wajah se jo asraat jism or ruh per asar andaaz hoay thay wo khatam ho jain gay.  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.