Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ek sawaal 
Question asalam-o-alaikum sir muje peeshab karne ke baad jab me ta,harat bhi kar leta hun us k bad kuch ( qatre ) ate hen kya ye na paaki he? kya esi halat k andar me namaz ada kar sakta hun?? plz tell me 
Answer Istibra aik mustahab amal he jo merd hazraat paishab kerne k baad is liay anjaam daitay hain k itminaan hasil hojaay k ab paishab nail main baqi nahi raha he.Laikin aurat k liay peshab k baad istibra nahi he.Laihaza agar koe ratubat kharij ho or shak ho k ye paishab he ya nahi tu wo ratubat paak hogi or agar ye aurat wuzu se ho tu iska wuzu or ghusl bhi is ratubat k kharij hone ki wajah se batil nahi hoga. (Ref:A.Sistani(d.b). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.