Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Agha Ali Hussain Sistani 
Question Agar Insan per Ghusal e Janabat Wajib ho aur juma k din wo ghusal e Juma ki niyyat kr k ghusal kr le to kya wo ghusal e janabat se ghani ho jaey ga 
Answer Agar kisi shaks per wajib or mustahab ghusl jama ho jain tu wo tamaam aghsaal ki niyat ker k aik ghusl ker sakta hay. Isi terah agar kisi shaks per gusl e janabat ho, or wo kisi dosray ghusl maslan ghusl e juma ki niyat ker lay tu bhi ghusl e janabat ka ghusl ho jay ga. ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),minhajus saliheen,part#1, maslah #210) . (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.