Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name marriage problems 
Question A.A SIR mera masla yeh ha k main apni khala ki beti ko pasand kar ta hoon aur us say shadi karna chata hoon mere family aur us ki family walay kehtay hain ke meri cousin nay childhood main meri maa ka doodh(MILK) piya howa ha mera us say rishta nahi ho gaa.meri cousin nay yeh doodh meri sister k sath childhood main piya tha jo k mujh say 5years chooti ha.kuch k thought ha k mera meri cousin k saath rishta ho sakta ha kyon k us nay meri sister k saath dooth piya ha.lekin mere saath nahi . meri maa kehti ha k raat k andheree main meri maa nay meri cousin ko meri sister samaj ker ghalty say meri cousin ko doodh pilaya ha who bhi sirf ek bar ghalty say kyon k usay pata nahi tha k doodh panay wali bacchi us ki apni beti nahi bul k us ki bhanjji ha. yeh sub ek ghalty say howa ha ek baat aur jo yeh k meri cousin nay mere saath nahi bul k meri chooti sister k saath doodh piya tha yeh sub kuch raat k andhree main acchnak howa jis ka meri maa ko efsoos ha ab aap batain k meri shadi ho sakti ha k nahi. aap ka kya khayal ha tell me now koi quran ki surat ke hawalay bhi es problem k baray main batain. Aap nay es sawal ka jawab bhi diya ha magar main aap ko apna masla puri tarah samjah na saka ab puri tafseel say likha ha .kyon aap kaha ha k (Tauzeehulmasail 31th edition,maslah # 2434 Agr doodh tamam shara-it k sath pilaya gaya hai tou Shadi nahi ho sakti aur wo apki behn hai) magar meri maa nay meri cousin ko doodh sirf ek bar who bhi ghalty say piyalay ha magar taman shara-it k saath nahi piliya bul k 2 ya 3 martaba nahi bul k sirf sirf aur sirf ek bar rat k andharay main ghalty say piliya tha.Ap kya kehtay hain plz tell me .jaldi say batain warna meri cousin ki shadi kar nay walay hain .  
Answer Aap ki shadi aap ki khala ki baiti se ho sakti hay. Q k jaisa k aap ne kaha k faqat 1 mertaba pilaya tha. Update on dated 22-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.