Answer |
Surah e talaq (surah#65) ki ayat#2 ,3 rozana 3 baar parhain, awal-o-aakhir aik martaba durood bhi parh lain,rizq mai bohat izafa hoga,aur agr qarz ada kerna hay tu isi ayat ko rozana 21 baar parhain.(Ref: Book payam e shifa pg#229) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |