Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name agha sisitani 
Question SLAM.mein ap sy pochna chata hon kia apni mother ka hukam deen ky mamaly men obey karna faraz hy? mera masla yeh hy ky mein sunni sy shia mahzab pe convert hua hon magar meri ami kehti hain ky tum sunni wali nimaz parho gay agar asa na kieya tu men tumen kabi maaf ni karon gi..ab is maslay men mery liay kia hukam hy? 
Answer Kisi makhlooq ki ita,at ker k allah ki nafermani nahi ki jasakti. Or is dhamki ka koe asr nahi hoga. albatta baitay k liay zarori hay k wo apna kalam oe amal k zerye maan ki bay adabi(( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),jadeed fiqhi masail, maslah #346 ). Note: wajibaat or muharramaat main walidain ki baat nahi mani jati or ibdaat ko khuda k biyaan kiay tariqay k mutabiq bja laaia jain gay. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.