Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Alama sistani 
Question Allama Sahib mra swal hy sadka kis waqt dna chahey or oske neyat kiasy krne chahia or mra dosra swal hy k jhot ka kfara kia hy or kiasy kfara ada krna chahey  
Answer 1-Sadqa kisi bhi waqt nikala jasakta hay, mustahab hay k din k aghaz per nikala jaey Q k ye is din shar ko door kerta hay or Raat k aghaaz main diya jay Q k ye raat k shar ko door kerta hay. Sadqa dainay main qasd e qurbat zarori hay. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 2, Mafhoom e Maslah #1601, 1603 , Eidition 1417 hij). 2- Jhoot bolna gunah e azeem hay or is ka koe kaffara nahi hay lainkin Allah se schay dil se tauba kerna zarori hay. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 1, Mafhoom e Maslah #30 , Eidition 1430 hij). Update on dated 15-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.