Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah Sistani 
Question Salam, mera sawal qaza namaz aur rozay ke baray mein hai. baligh hone se phle mjhe bulughat ki 3 nishaniyan pta nhi theen. srf ye pta tha k 15 saal ki umar mein larka baligh ho jata hai. ab baligh honay k bad mjhe 3 nishaniyon ka ilm hua to pta chala k mein 12 saal ki umar mein h baligh ho gya tha. in 3 saalon mein jo namaz aur rozay maine nhi rakhay, unki qaza deni paray gi ya masla na maloom hone ki waja se koi riayat hai? esa nhi hai k maine in 3 saalon mein koi namaz nhi prhi aur na h koi roza rakha. balke maine ye saray amaal 10 saal ki umar se h start kr dye thay lakin ek to wajib ki niyyat se nhi kye aur dosra agr koi namaz ya roza miss ho jata to uski qaza bhi nhi ki. dosri bat ye k mjhe in 3 saalon mein na h janabat ke baray mein ilm tha aur na ghusl krne ka kch pta tha. islye maine khud ko pak samajhtay huay anjane mein janabat ki halat mein h namazain aur rozay rakhay hain. kya ye namzain aur rozay batil hain jabke mjhe iska masla maloom nhi tha, aur in sab ki qaza deni hogi ya srf unki jo mjhse in 3 saalon mein miss huay hain? Shukriya.  
Answer Wssalam o alykum, wo namazain o roze  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.