Answer |
Agr apki cousin nay apki ammi ka doodh piya hay tu apki cousin ki shadi aap kay bhai k sath nahi ho sakti hay laikin agr apki cousin aur apki behn nay apki cousin ki ammi ka doodh piya hai tu apki cousin ki shadi apkay baray bhai say ho sakti hai.(Ref:Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah #2444,2431). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |