Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aqai Sistani d.b 
Question Mera sawaal ye ha ke riwayat or hadees me kia farq ha or me riwayat likh kr imam ka aqwaal frward kr skta ho or 2nd question ye ke mere madarse me sir sub se sawaalat pochte ha us ke hmen paise mlte ha to me us ka jwb ksi or se poch kr sir ko bta do ta ke paise mle ya mera dost muje khud bta de me us se nai pocho to phr wo paise jo mje mle ge wo haram honge ya halal or mera dost muje khud btae to us ko gunah mle ga 
Answer Riwayat or hadees men koi farq nahi hiaAger riwayat ke bare men Imam (a.s) ka qool hone ka yaqeen na ho to ye forward karna jaiz nahi. .(Ref:Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#30,eidition 2009) , ager peso ka milna sawaloo ke imaandari se jawabaat dene per moqoof hai to us ka lena jaiz nahi hai lekin agr emandari ki shart nahi to phir ksi se poochne pr jo pese apko milte hen ap k liye hen.(Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 3 , sawaal # 207 , pg # 86 , ALLAH TAALA hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.