Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name agha sistani 
Question main aik syed zadi hun naqvi mainay aik gher sunni say court marraige karli thy kal hamari divorce hugai mainay majbori main divorce di kya wo divorce jaiz hai or main us larkay say pyar karti hun main mar jaon gy uskay bagair plzzz mari madad karay mainay ghr walo ki khatir aesa kia wo bi ro para tha muj say alag hu kar plz koi salution day? 
Answer Ager ap ne us se sirf court marriage ki thi to ap us ki biwi hi nahi ban pai thi ke us se talaaq ke sahi ya galat hone ki baat aaye q k hamare mazhab men ehtiyat wajib ki bin pr court ka nikah ya nikah nama shadi k liye kaafi nahi hai, Or ager court marriage ke ilawa nikah ki tamaam sharait pori thi to bhi ager ap ke walid is nikah se razi na the to bhi wo nikah sahi nahi tha. Or ager nikah ki tamaam sharait mojood thi  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.