Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question salam . main ye pochna chahta ho ki 5 waqat ki nimazo main kon konsi rakato main surat parna chaheye ao konsi main nahe parna chaheye  
Answer Zarori hai k insan rozana ki wajib namazo ki pehli aur dusri rakat main pehlay surah e al-hamd aur phir kisi aik surah ki tilawat karay aur ehtiyaat e wajib ye hay k aik mukammal surah ki tilawat karay .surah e waz-zuha aur surah e alam-nashrah isi terha surah e feel aur surah e qureesh ehtiyaat e wajib ki bina par namaz mai aik surah shumaar hoti hain. (Ref:Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah #965). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.