Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name KHAMENAE,SISTANI 
Question QAZA NANMAZ ki nuiyat kia hogi ? yani main qaza namaz parhti hoon wajib qurbnatan ilalah ,kia ya neyat ka tareeqa sahi hai?  
Answer ager ap jaanti hon ke ap Allah Taala ki itaat ke khatir masalan fajar ki qaza namaaz phar rahi hain to niyat sahi hai is ka zabaan per jari karna zarori nahi hai s irada kaafi hota.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 33 , maslah # 930). Note ye sirf Ayat u Allah sistani ka fatwa hai.(ALLAH Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.