Answer |
Wssalam o alykum, Allah Taala ki bargah me istegfar (toba) karay aur anday(egg) aur piyaaz kasrat se khaien. (ref : kitab tib e islam pg # 54).
Homoeopathic Medicine damiana pentarkan drops(Made in Germany Dr. willmar schwabe karlsruhe) subah, dopeher, raat 10 qatray aik ghoont pani main daal ker istemaal karain Inshallah Allah Qadir o Tawana jald hi tamaam jinsi bimariyan khatam ho jay gi.(Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |