Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question meri shadi ke 10 saal huey meri beebi uske chacha se najayaz sambhand ko dekha bahut baar aur usko milne se roka meri beebi talaaq deneku khata hun to o kahti hai bachon ko maar kar o bi marjayegi, magar mere susral wale mere hi khilaaf hai my unke ghar ko jana band kardiya magar my job ke liye saudi jata hun meri beebi ko susral bhejdeta hun kion ke chote 2 bache hain mere koi ghar wale nahee wahaan wo dono ki mulaakaat hoti hai .kya mera nikha is aurat se zayaz hai nahee pl batao . 
Answer nikah sahi hai. or ager ap ki bivi apne is amal se toba na kare or tark na kare to behtar hai ke ap apne bachoo ko apne sath rakh kar us ko talaaq de dain, or us ka mehar bhi us ko ada karain. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 33 , maslah # 2367 , 2462 to 2472 , ALLAH Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.