Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question salam meara sawal yea hea k agar guslay janabat farz hoo jay aur gussal na kar sakata hoo to wazoo yea tayaumum kar k namaz pari ja sakati hea agar kha to tayaumum ka taraqa kaya hea  
Answer Wssalam o alykum, Ager tayammum ki tamaam sharait mojud hain to gusal e janabat ke badle ki niyat se tayammum karna wajib hai, or is hi tayammum ke sath namaaz phari jasakti hai wazu zaruri nahi hai.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 33 , maslah # 712 , 713 , ALLAH Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.