Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Qibla Shistani Sahib 
Question AOA, kia wazoo k doran yani dono hath kohni tak dhoney k bad masa se pehley ser k balon ki masa ki neeat se taqseem kerna ya peron k ooper k hissey k pani ko sukhaney ki gharaz se apni pant ya shalwar se pochna masa sahi hone ki gharz se ghalat hai /haram hai ya nahi? 
Answer Wssalam o alykum, dono hath dhone ke baad sar o peroon ka masah hath main mojoda tari se karna zarori hai, pas ager maang nikaal ne ke liye ap dono hath dhone ke baad baaloo ko idher udher karain or baloo per mojoda tari hathoo ki tari per galib aajaae to phir is tari se sar o pero ka masa sahi nahi hoga. Or peron ke masah se pehle gile peroon ko ponchne ke liye shalwaar ya pant se ponchne main koi harj nahi hai. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 33 , maslah # 248 , 255, 322 , ALLAH Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.