Answer |
Wazifa batanay k sath aap ko ik Fiqhi Maslay ki taraf mutawajah kia jata hai: ye mohabbat jaiz nahi hai q k jins mukhalif se dosti(mohabbat) krne men gunah ka ahtamal mojud hai.(Ref : Nigah aur libas sawal # 106 pg # 69 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).Wssalam o alykum, Hazrat Imaam Jaffar o Sadiq (a.s) se marvi riwayat ke mutabiq Sura e yoosuf ko likh kar 3 din apne ghar main rakhe or phir use wahan se utha kar ghar ki bahar wali dewaar main chupa de ke koi is se muttale na ho. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal , pareshani no # 30 , pg # 27).Sura e Ahzaab (sura # 33) ko hath say likh kar aik dabbay(box) mai band kar k apnay ghar may hifazat say rakh dain aur is sura ko har rooz aik bar parh kar dua mangain. (Ref : Naway e salaheen pg # 352 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |