Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Fiqa Jaferia 
Question mera sawal hai k kia ek biwi shadi k baad apny bhai or baap se bilkul samny (Front) se galy mil sakti hai bilkul is andaz mein jaisy wo apny shoher se mil sakti hai. 2) kia biwi apny bhai ya baap k sath ek he bister per so sakti hai? Mujy meri biwi ki is herkat per ghusa ata hai. Mery liye kia munasib hai. Plz meri rahnumai fermaien. 
Answer 1)Jaiz hay. 2) jaiz hay. (Ref : nigaah o lebaas , baab # 04 , Mafhoom e sawaal no # 114 , pg # 71) Update on dated 30-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.