Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayytullah sistani s.b 
Question Salam:janab braye mhrbani ye btayen k murde ko qabr me kis tarha litaya jaye,hamare yahan baz log khte hain k chit litao aor sirf uske chre ka rukh qible ki tarf krdo magar ham kehte hain k nehi uske badan k samne ka hissa bhi qible ki taraf hona chahye mgar wo kehte hain k litane ka hukm hai khadi karne ka nhi...lehaza braye mehrbani kitabon k hawale k sath aga e sistani aor aga e khamnai wa khumaini s.b k masael ko tafsil k sath bayan farmayen...wassalam 
Answer Wssalam o alykum, mayat ko sedhe (right) pehloo per is terhan litana zarori hai ke is ke badan ke saamne ka hissa Qible ki taraf ho. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 33 , maslah # 605). Mayyit ko qabar men daen karwet is tarah litaya jaye k us k badan ka agla hissa qibla rukh ho. (Ref : Ayatullah khumeni(d.b),Tauzeehul masail , edition # 1404 , maslah # 615) (Allah apki tofeeqat men izafa frmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.