Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Assalaamualaikum, mai ek shadi shuda hun mere mere bacche hai aur mai mere shohar ko har kushi deti hun phir b vo dusri shadi kiye hai aur mai aur mai uske khilaaf hogai aur abi mujhe vo pasand nhe aarahe hai aur mai mere shohar se qula lena chahti hun phir b vo mujhe qula nhe dete hai aur unke sath mai sohbath b nhe karti hun kya mai aaise unhe apni tarafse qula dekar dusri shadi kar sakti hun,plz aap batain.... 
Answer Wssalam o alykum, Talaaq e khula dene ka haq ap k shohar ko hai ap apne tor per khula na de sakti hen na le sakti hen or jab tak ap k shohar apko khula na den tab tak ap unki biwi hi rahengi. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 1414 , maslah # 2462 to 2472 2367 2492) Update on dated 07-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.