Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question AOA. mera aap sa yeh sawal hai k main kisi k dar aur dabao main aa kur Allah ki kasm aur Quran pa hath rakh kr kasmkhati hoon k main yeh kaam nahi karo gi. lakin main wo kaam nahi chor sakti. tu is k liye kia kafara hai. aur yeh kasm main dil sa nahi khati. bus khoof sa khati hoon k wo banda mujy nuqsan na pounchay. plz jawab sain k kia hall hai. Shukria 
Answer Agr apko majboor kiya gaya ho qasam khane per to ye qasam sahi shumar nahi hogi. Lehaza uski mukhalifat ki surat men koi kaffara lazim nahi ayega.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2634). Update on dated 27-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.