Question |
AOA mere ek bety ha aur main ab pregnant main chahty hon k ALLAh pak apni khas nazr-ekaram se mujhy beta atta farmaye apk wazaif dekhain hain main ny main apse ejazat chahty hoon aur sath e yh b puchna tha k shireen anar py kitny bar ayat ul kursi dam krny ha n kya dam kr k 4 month tak anr rakh dyna?ya jab 4 month start ho tab anar py dam kr k khana n pregnant aurat khud dam kr skty ha?es k elawa ap koi wazaif btana chahain tu plz mre rehnumai kijiy shukria |