Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Asalam o alekm mein ne pechley 10 years se darhi rakhi ho he pehley to bari thi as per sunnat ..aur darhi ki niat bhi ki thi. phir mein ne choti krwa li ... jaisey shave barh jati he 1inch hogi ab mei darhi remove krna chahta hon .. kya mein remove kar sakta hon ?? is ka kaffara kya hoga ?? 
Answer Ehtiyat e wajib ki bina par darhi mundwana jaiz nahi hai laikin majboori ho to jaiz hai. (Ref : Tauzeeh ul Masail Ayatullah Sistani d.b. masla # 2042 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.